Kab se tha yeh pata

Gila nhn kisi se.. Thi hi nhn kisi aur ki khata..
Yeh toh mera hi kasoor tha.. Kab se tha yeh pta..

Phir bhi har baar dhund leta hai dil koi wajah..
Ki yeh usne kaha tha aur woh usne di thi saza..

Bas khud se hi kuch shilayatein baki reh gyi hai..
Unhe hi door krna chahti hu main..

Tujhse toh mohabbat jaisi Maine hi ki thi..
Mujhse na kar paya toh koi nhn..

Aane k tumhare gham nhn mujhe..
Par mere jane pe bhi dil nhn toote..

Haan tujhse hone lage ab shikwe..
Warna khud se kaise hogi mohabbat mujhe..

Ab wapis khud k pas rehna hai..
Nhn tumse kuch bhi aur kehna hai..

Koshish iss baar puri rahegi ki bin tere hi khush rahu..
Phir se unhi jazbaton mein na bahu..

Bhataki toh hui hu iss baar bhi main..
Shayad aise hi mil jaye phir se kinara..

Par kinara pe hi toh khadi hu main
Toh jana kyu hai wapis darya mein hai..

Nhn hai woh waha jo hai yaha..
Yeh yaad dila le khud ko haa..

Yeh kinara Na kho jaye iss baar..
Jee le yehi bhale ho chuki hai teri haar..

Tha hi tujhe yeh kab se pta..
Yeh bhi hai ek dhokha na kar wahi khata..

Comments

Popular posts from this blog

Finding a new melody

Patterns

I seek you again..